Introduction
Dear friends, here are some of the best collections of deep poetry in Urdu. Similarly, “Deep” describes something with deep feelings and emotions. Furthermore, each Poetry has the ability of deep feelings and meanings. But deep poetry has a remarkable and unique quality of emotions. Similarly, deep poetry can be deep love poetry, Islamic poetry, or sad poetry, but here is a collection of some mixed deep poetry that will cover the topics. Furthermore, if we talk about poets who is the king of deep poetry, the name of Allama Iqbal will be on the top. One of the most famous Poet of the Urdu language. Additionally, Allama Iqabal is known as a thinker, philosopher, and famous poet in the field of poetry. However, this deep poetry is just a few words but has a quality of innermost thoughts and heart-touching emotions.
Deep Poetry Urdu text
Dear viewers, below each image there is poetry text is available. Similarly, you can easily copy that text and design it according to your own choice or share it with your friends.
افسوس کسی سے مٹ نہ سکی انسان کے دل کی تشنہ لبی
شبنم ہے کہ رویا کرتی ہے بادل ہیں کہ برسا کرتے ہیں
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Afsoos kisi se mit na saki insan ke dil ki tishna e labi
Shabanam hai k roya karti hai badal hein k barsa karte hein.
میری ماں نے مجھ کو بڑےخسارے میں رکھا
! اس نے کبھی نہیں بتایا زندگی فقط دکھ ہے
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Meri maa ne mujh ko bade khasare mein rakha,
Us ne kabhi nahi bataya zindagi faqat dukh hai.
ہماری عقل بے تدبیر پر تدبیر ہنستی ہے
اگر تدبیر ہم کرتے ہیں تو تقدیر ہنستی ہے
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Hamari aqal be tadbeer par tadbeer hasti hai.
Agr tadbeer hum karte hein tu taqdeer hasnti hai.
نظر کے سامنے کعبہ بھی ہے کلیسا بھی
یہی تو وقت ہے تقدیر آزمانے کا
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Nazar k saamne kaaba bhi hai kolisa bhi.
Yahi tu waqt hai taqdeer azmaane ka.
چنے تھے پھول مقدر سے بن گئے کانٹے
بہار ہائے ہمارے لئے بہار نہیں
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Chune the phol muqaddar se ban gaye kaante,
Bahaar haaye hamare liye bahaar nahi.
Deep Love Poetry In Urdu
Similarly, we have more lovely collections of deep love and life poetry. Likewise, in this post, we bring some poetry in Urdu 2 lines of small phrases with deep inner feelings. Surprisingly, you are in the right place to find your lovely topics about deep poetry like sad deep poetry, best deep poetry, and deep poetry in Urdu Text.
زمانے میں ہم بڑے خوش نصیب ہیں
وہ سایے کی طرح میرے قریب ہیں
روز قتل ہوتا ہے دل تیری اداؤں سے
تجھے دیکھنے والے لوگ بڑے عجیب ہیں
⋆⋅☆⋅⋆
Zamane mein hum bade khush naseeb hain
Woh saaye ki tarah mere kareeb hain
Roz qatl hota hai dil teri adaaon se
Tujhe dekhne wale log bade ajeeb hain.
سانسوں کی مالا پر لکھوں تیرا نام
تیری بانہوں میں گزرے میری آخری شام
تجھے پانے کے بعد نہیں چاہت کسی کی
تجھ پر کر دی اپنی محبت تمام
⋆⋅☆⋅⋆
Sanso ki mala par likhoon tera naam
Teri baho mein guzre meri aakhri shaam
Tujhe paane ke baad nahi chaht kisi ki
Tujh par kar di apni mohabbat tamaam.
موسموں میں بکھیرے اس نے کئی رنگ محبت کے
میری غزلوں کو دیئے کئی پہلوؤں چاہت کے
ایک معصوم لڑکی نے اتنی شدت سے چاہا مجھے
اُس نے بدل دیے مطلب عبادت کے
⋆⋅☆⋅⋆
Mausamon mein bikhere usne kayi rang mohabbat ke
Meri ghazalon ko diye kayi pehlu chahat ke
Ek masoom ladki ne itni shiddat se chaha mujhe
Usne badal diye matlab ibadat ke.
تیرا چہرہ ہو سامنے جب کبھی صبح ہو
محبت کی بستی میں دور کہیں اپنا بسیرا ہو
جہاں ہوائیں بھی تجھے چھونے کی اجازت لے
خُدا کرے جلد مکمل خواب ہمارا سنہرا ہو
⋆⋅☆⋅⋆
Tera chehra ho samne jab kabhi savera ho
Mohabbat ki basti mein door kahi apna basera ho
Jahan hawayein bhi tujhe choone ki ijaazat le
Khuda kare jald mukammal khwaab humara sunehra ho
تیرا خیال راتوں کو دیر تک جگائے مجھے
جدھر دیکھوں تیری ہی صورت نظر آئے مجھے
کاش! تیری چاہت میں فنا ہو جاؤں میں
زندگی میں وہ دن بھی خدا دکھائے مجھے
⋆⋅☆⋅⋆
Tera khyaal raaton ko der tak jagaaye mujhe
Jidhar dekho teri hi soorat nazar aaye mujhe
Kaash! Teri chahat mein fanaa ho jaoon main
Zindagi mein woh din bhi Khuda dikhaaye mujhe.
تیرے ہاتھ کی یہ چوڑیاں
تیری کلائیوں کو ستاتی ہیں
برداشت نہیں ہوتی یہ بیڑیاں
جو تجھے باندھ کر رکھتی ہیں
⋆⋅☆⋅⋆
Tere haath ki ye chooriyan,
Teri kalaiyon ko satati hain,
Bardasht nahi hoti ye bediyan,
Jo tujhe baandh kar rakti hain.
آ بھی جاؤ اب بانہوں میں میری
چلنا ہی کتنا ہے تمہیں
بس ان دھڑکنوں سے ہوتے ہوئے
دل میں میرے اترنا ہے تمہیں
⋆⋅☆⋅⋆
Aa bhi jao ab baahon mein meri,
Chalna hi kitna hai tumhein.
Bas in dhadkanon se hote hue,
Dil mein mere utarna hai tumhein.
محبت نہیں عبادت ہے تو میری
ضرورت نہیں جینے کی عادت ہے تو میری
یادوں کا تیری قیدی بن چکا ہوں اب
بس ایک تو ہی تو ضمانت ہے میری
⋆⋅☆⋅⋆
Mohabbat nahi ibaadat hai tu meri,
Zaroorat nahi jeene ki aadat hai tu meri,
Yaadon ka teri qaidi ban chuka hoon ab,
Bas ek tu hi to zamaanat hai meri.
اسکے سامنے جلایا جب حقہ میں نے
معصوم سا سوال اس نے پوچھا مجھ سے
کیا اسکی تلب میرے ہونٹوں سے زیادہ ہے؟
⋆⋅☆⋅⋆
Uske samne jalaaya jab hookah Maine,
Maasoom sa sawaal usne poocha mujhse,
Kya iski talab mere honthon se zyada hai?
2 Line Deep Poetry In Urdu
However, here is the best deep poetry in Urdu for you Guys. Moreover, you can find any type of Deep Poetry, like deep poetry about life, and love deep poetry. Additionally, you also visit our more poetry 2 line poetry, love 2 line poetry, Judai poetry, and eyes poetry.
آسمان میں تاروں کے بیچ تجھے میں دیکھتا ہوں
یاد میں تیری، خود کو میں ایسے سمجھاتا ہوں
⋆⋅☆⋅⋆
Aasman mein taron ke
Beech tujhe main dekhta hoon,
Yaad mein teri, khud ko
Main aise samajhata hoon.
لاکھوں کمانے کی جب من میں آرزو آئی
غریب نے مجھے خوشیوں کی قیمت بتائی
⋆⋅☆⋅⋆
Lakhon kamane ki jab man mein arzoo aayi,
Gareeb ne mujhe khushiyon ki keemat batayi.
عشق کے اس بازار میں ہم اپنی نقد ہار گئے
غم ہارنے کا نہیں ہے مگر ہم تو امید بھی ہار گئے
⋆⋅☆⋅⋆
Ishq ke is bazaar mein
Hum apni naqad haar gaye,
Gham haarnay ka nahi hai magar
Hum to umeed bhi haar gaye.
جب سے ملے ہو مجھے تم قریب سے
دل بھول گیا ہے دعائیں مانگنا رب سے
⋆⋅☆⋅⋆
Jab se mile ho Mujhe tum qareeb se,
Dil bhool gaya hai Duaen maangna Rab se.
تیری ہر مشکل میں میں ہمیشہ تیرے ساتھ رہوں گا
کانٹوں کی راہ ہو یا اَنگاروں کی، ساتھ چلوں گا
⋆⋅☆⋅⋆
Teri har musibat mein main Hamesha tere saath rahunga,
Kaanton ki raah ho ya Angaaron ki, saath chaloonga.
تجھ پر لکھی جب سے میں نے پیار کی کتاب ہے
ماسوم تیرے دل سے ملنےزندگی میری بیتاب ہے
⋆⋅☆⋅⋆
Tujh par likhi jab se Maine pyaar ki kitaab hai,
Maasoom tere dil se Milne zindagi meri betaab hai.
تیری آنکھوں میں مجھے اپنا سارا جہاں دکھتا ہے
تیرے علاوہ اس دل میں کوئی اور نہ بستا ہے
⋆⋅☆⋅⋆
Teri aankhon mein mujhe apna Sara jahan dikhta hai,
Tere alawa is dil mein Koi aur na basta hai.
پڑھنا دل کی داستانیں بھی
کبھی سنو میری دھڑکنیں بھی
⋆⋅☆⋅⋆
Padhna dil ki dastaanein bhi,
Kabhi suno meri dhadkanain bhi.
ٹوٹا ہے بھروسہ سب کا اس دل سے
جب سے چھوٹا ہے ساتھ میرا تجھ سے
⋆⋅☆⋅⋆
Toota hai bharosa sabka is dil se,
Jab se chhuta hai saath mera tujh se.
الزام ہر بار ہم پر ہی لگا دیتے ہو چاہت کا
خود سے بھی کبھی پوچھو، اتنے خوبصورت ہو کیوں؟
⋆⋅☆⋅⋆
Ilzaam har baar hum par hi laga dete ho chaht ka
Khud se bhi kabhi poocho, itne khobsurat ho kyun?
سودا سوچ کر ہی کیا جاتا
مگر عشق میں سودا نہیں ہوتا
⋆⋅☆⋅⋆
Sauda soch kar hi kiya jata,
Magar ishq mein sauda nahi hota.
تونے ہی لگایا تھا مجھ پر پیار کا الزام
خالی کاغذ پر پھر بھی لکھتا رہتا ہوں تیرا نام
⋆⋅☆⋅⋆
Tune hi lagaya tha Mujh par pyaar ka ilzaam,
Khaali kaghaz par phir bhi Likhta rehata hoon tera naam.
ہر روز گزرتا ہوں تیری گلیوں سے
تھم جاتا ہوں تجھے دیکھنے کے خیال میں
⋆⋅☆⋅⋆
Har roz guzarta hoon Teri galiyon se
Tham jaata hoon tujhe Dekhne ke khyaal mein
کاش، دیتی تو میرے سوالوں کے جواب
مانگتا میں تجھ سے سارے پرانے حساب
⋆⋅☆⋅⋆
Kaash, deti tu mere Sawalon ke jawab,
Maangta main tujhse Saare purane hisaab.
محبت سوچ سمجھ کر کرنے والی بات نہیں ہے
اور جو سوچ کر کی جائے یقیناً وہ محبت نہیں ہے
⋆⋅☆⋅⋆
Mohabbat soch samajh kar,
Karne wali baat nahi hai.
Aur jo soch kar ki jaaye,
Yaqeenan woh mohabbat nahi hai.
سارے تعویذ پہن کر دیکھ لئے ہمنے
آرام تو بس تیرے دیدار سے ہی ملا
⋆⋅☆⋅⋆
Saare taweez pehan kar dekh liye humne,
Aaram to bas tere deedar se hi mila.
اندر ہی اندر پورا ٹوٹ گیا ہوں
اپنے آپ سے ہی روٹھ گیا ہوں
⋆⋅☆⋅⋆
Andar hi andar pura toot gaya hoon,
Apne aap se hi rooth gaya hoon.
یاروں
جسے چاہا تھا ہمنے خدا سے بھی زیادہ
اُف! اُسی نے ہمیں خدا سے ملوا دیا
⋆⋅☆⋅⋆
Yaaro
Jise chaha tha humne Khuda se bhi zyada,
Uff! Usi ne humein Khuda se milwa diya.
انجان ہوں اب رات ہوتی ہے یا نہیں
پتہ نہیں یہ سانسیں چلتی ہیں یا نہیں
⋆⋅☆⋅⋆
Anjaan hoon ab raat Hoti hai ya nahi,
Pata nahi ye saansein Chalti hai ya nahi.
قرض تیرے عشق کا میں اُتاروں کیسے
رنگ اس گلال کا میں مٹاؤں کیسے
⋆⋅☆⋅⋆
Qarz tere ishq ka main utaroon kaise,
Rang is gulaal ka main mitaon kaise.
زندگی چھوڑنے پر مجبور کر دیا
جب سے تو نے اس دل کو دور کر دیا
⋆⋅☆⋅⋆
Zindagi chhodne par Majboor kar diya,
Jab se tu ne is Dil ko door kar diya.
Top Meaningful Poetry
بیٹیاں سب کے مقدر میں کہاں ہوتی ہیں
گھر خدا کو جو پسند آئے وہاں ہوتی ہیں
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Betyan sab k muqaddar mein kaha hoti hai,
Ghar khuda ko jo pasand aye waha hoti hai.
جلا وہ شمع کہ آندھی جسے بجھا نہ سکے
وہ نقش بن کہ زمانہ جسے مٹا نہ سکے
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Jala woh shama keh Aandhi jaise bujha na sake,
Woh naqsh ban keh zamana jaise mita na saka.
چلو کہ ہم بھی زمانے کے ساتھ چلتے ہیں
نہیں بدلتا زمانہ تو ہم بدلتے ہیں
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Chalo ke hum bhi zamane ke saath chalte hein,
Nahi badalta zamana tu hum badalte hein.
ہیں اور بھی دنیا میں سخن ور بہت اچھے
کہتے ہیں کہ غالبؔ کا ہے انداز بیاں اور
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Hain aur bhi duniya mein sakhnwar buhat ache,
Kehte hein k Ghalib ka hai andaaz e bayaban aur.
دنیا کو دین دین کو دنیا کریں گے ہم
تیرے بنیں گے ہم تجھے اپنا کریں گے ہم
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Duniya ko deen deen ko duniya kareinge hum,
Tere baneinge tujhe apna kareinge hum.
Deep Lines Poetry
کون کہتا ہے محبت کی زباں ہوتی ہے
یہ حقیقت تو نگاہوں سے بیاں ہوتی ہے
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Kon kehta hai muhabbat ki zuban hoti hai,
Ye haqeeqat tu nigaahon se bayan hoti hai.
مری روح کی حقیقت مرے آنسوؤں سے پوچھو
مرا مجلسی تبسم مرا ترجماں نہیں ہے
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Meri rooh ki haqeeqat mere Aanson se pucho,
Mera majlasi tabssum mera tarjuman nahi hai.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Tota tu ho magr abhi bikhar nahi Faraz,
Waqt zalim hai har aik mod pe thakhraye ga.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Zindagani ki haqeeqat ko kin ke dil se puch,
Joye sher o tesha wa sang giran hai zindagi.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Baat sajdon ki nahi khulos e nyat ki hoti hai Iqbal,
Aksar log khaali haath laut Aate hein har namaz ke baad.
Poetric words of wisdom
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Kabhi chode hui manzil bhi yaad Aati hai rahi ko,
Khatak si hai jo seene mein gham manzil na ban jaye.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Tamanna dard e dil ki ho tu kar khidmat faqeeron ki,
Nahi milta ye gauhar baadshahon ke khazeno mein.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Haqeeqat Khurafaat mein Kho gayi,
Ye Ummat riwayaat mein Kho gayi.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Khol aankhein, zameen dekh, falak dekh, fiza dekh,
Mashriq se nikalte hue suraj ko zara dekh.
Poetry In Urdu 2 lines Deep | Deep Poetry In Urdu
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Log log hein es liye chod jate hein,
Woh rahim hai hamesha saath rehta hai.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Na nikli hasrat e dil aik bhi hazar afsoos,
Adam se aaye the kya kya hum Aarzo karte.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Tum sitaron ke bharose pe na bhete rehna,
Apni tadbeer se taqdeer banate jao.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Kyon muneer apni tabahi ka ye kya shikwa,
Jitna taqdeer mein likha hai ada hota hai.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Hai muqaddar mein zulekha se judai shayad,
Khwab mein misar ke bazar nazar Aate hein.
Words of Wise People
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Har ghadi khud se ulajhna hai muqaddar mera,
Main hi Kashti ho mujh hi mein hai samandar mera.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Khubsurat hai wahi jis pe zamana reijhe,
Yon tu har aik ko hai apni hi surat achi.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Khol tu Aankh zara dekh tamasha kya hai,
wehm hai ya k haqeeqat hai ye duniya kya hai.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Bare duniya mein raho ghamzada ya shaad raho,
Aisa kuch kar k chalo yaa k buhat yaad raho.
Deep Poetry Lines
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Ab apni haqeeqat bhi saghir be rabt kahani kagti hai,
Duniy ki haqeeqat kya kahiye kuch yaad hi kuch bhol gaye.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Pasti ne bulandi ko banaya hai haqeeqat,
Ye rafat e aflaak bhi muhtaj zamen hai.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Tu khuda hai na mera ishq farishton jaisa Faraz,
Dono insaan hein tu kyon itne hijabon mein mile.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Firqa e bandi kahe aur kahein zaate hein,
Kya zamane mein panpane ki yahi baatein hai.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Ye kafan ye qabar ye janaze rasm e shariyat hai Iqbal,
Mar tu insan tab hi jata hai jab yaad kane wala koi na ho.
The best deep Poetry lines
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Na dhondo khuda ko zameen wa Asmaan ki gardish mein,
Agr woh tere dil mein nahi tu phir tere liye kahi bhi nahi.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Nasha pila k girana tu sab ko ata hai,
Maza tu tab hai k gir tu ko thaam le saaqi.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Haram e pak bhi Allah bhi Quran bhi aik,
Kuch badi baat thi hote jo musalman bhi aik.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Taskin na ho jis mein woh raz badal dalo,
Jo raaz na rakh paye hamraz badal dalo.
─── ⋆⋅☆⋅⋆ ───
Yon tu sayyad bhi ho, miza bhi ho, afghan bhi ho tum,
Yon tu sabhi kuch ho batao tu musalman bhi ho tum.